11.10.2015

blog ki traffic ko kaise badaye


                                                     


 dosto agar aap blog likhte ho aur aap ke blog per bhut kam trafffic aate ho to apki blog ki website bilkul khali palace sa lagta to me apko aj kuch tips duga ki aap apne blog per traffic kaise increase kar sakte ha

1. sabse pahle hum apni website ki setting aise honi chayie ki wo jaldi load ho jaye kyoki jo bhi visitor apke blog per aate ha vo yehi chate ha ki blog website fast load ho

2.apki website dikhne me beautiful ho kyoki yadi website dikne me acchi hogi to visitor ki umeed jayda jagegi 

3.blog ko people tak pahuncahne  ke liye aise word use kare jo internet per jayda search hote ho aur apne traffic source me jakar keyword ko dekhen aur unka istemal kare blog ke tittle me 

4.jab aap kishi other blog per apna comment denege to aap apne comment ke sath website link jaroor dale isse comment padne visitor apki website per pahuch sakte ha

5.apne blog me share button ka use jarror kare isse ye hoga ki jo visitor apke blog read karega to wo ye blog apne kisi facebook aur twitter aur gmail per bhi share kar sakta ha

6.yadi apke website per koi bhi comment karta to ush comment ka jawab jarur de isse apke visitor ka realtionship jayda badega 

to apko kaise lagi ye tips 







No comments:

Post a Comment

About Author

My photo
I am an Artist And Programmer . I would like to help people through write blogs.

My Fans

Security